Dheeme Dheeme Dil Dhadke song is from the Star Plus serial Imile. This song is played for Imlie (Megha Chakraborty) & Atharva (Karan Vohra) in the serial. The show is directed by Atif Khan and produced by Gul Khan & Karishma Jain under 4 Lions Films production house.
The song was sung by Pamela Jain.
Kyun Mil Mil Ke Jhuk Jati Hai Nazar Song Lyrics - Imlie
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Raatein Shayarana
Sufi Ho Gaye Din
Raatein Shayarana
Sufi Ho Gaye Din
Ishq Mein Udhar Hai
Jo Woh Haal Hai Idhar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Koshish Bohat Ki
Chupne Ke Humne
Le Aaya Lekin
Teri Taraf Dil
Berang Thi Jo
Un Khwahishon Mein
Khilne Lagi Hai
Meeti Si Mushkil
Teri Aahaton Se
Jagte Hai Lamhein
Teri Aahaton Se
Jagte Hai Lamhein
Muskurati Hai Tanhai
Tujhe Dekh Kar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Kaise Bataye Madhosh Ho Kar
Teri Nazar Ne Jab Se Chua Hai
Bahar Wahi Hai Pehle Ki Duniya
Andar Ka Manzil Badla Hua Hai
Becheniyon Mein Barkat Hui Hai
Becheniyon Mein Barkat Hui Hai
Khushbuon Se Dhadkan
Haan Bithar Bathar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Kyun Mil Mil Ke
Jhuk Jati Hai Nazar
Hogayi Hai Dono Ko Khabar
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
Dheeme Dheeme Dil Dhadke
Reh Rehke Jaan-e-Jaan
Teri Laun Mein
Behke Jaan-e-Jaan
No comments:
Post a Comment