Krishna Janmotsav Song Lyrics | Paramavatar Shri Krishna | & TV - Telly Samachar

Tuesday 30 March 2021

Krishna Janmotsav Song Lyrics | Paramavatar Shri Krishna | & TV

Vrindavan Mein Baje Nagade song is the Janmotsav song of Lord Krishna from & TV's serial Paramavtar Shri Krishna. Nirnay Samadhiya as Child Krishna & Sudeep Sahir as Lord Krishna played the lead roles in the show. The show is directed by Rahul Lingayat, Vaibhav Mutha, Deepak Sagar, Santosh Badal & Surajj Rao and produced by Alind Srivastava & Nisser Parvej under the Peninsula Pictures production company. 


The Krishna Janmotsav Song was sung by Rohit Shastri & Swati Nandi. Music was composed by Lenin Nandi & Vivek. Lyrics are penned by Neetu Pandey Kranti.


Krishna Janmotsav Song - Paramavtar Shri Krishna


Vrindavan Mein Baje Nagade

Baje Hain Dhool Mridang

Sudh Budh Kho Kar Naach Rahe Hain

Gop Gopiyan Sang


De Rahe Badhaai Jhoom Jhoom

Sab Prem Rang Mein Doob Doob

Ek Saath Hain Manave Utsav Ko

Kar Log Nihaaala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala

Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Meri Ankhiyon Ka Hain Taara

Kanha Shaam Dulara

Teri Balaiyaan Le Teri Maiyya

Mujhko Hain Tu Praan Se Pyara


Pyaare Krishna Ko Paakar

Nand Ke Ghar Anand Ujala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala

Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Vrishbhanu Ke Kul Ki Jyoti

Lakshmi Roop Hain Radha

Thodi Chanchal Thodi Bhooli

Gori Radha Hain Bad-Boli


Aashirwaad Hamara Sada Hain Sang

Tumhare Baala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala

Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Apne Prabhu Ke Dhaam Mein Aakar

Dhanya Hua Tumhe Paakar

Teri Leela Badi Nirali

Mahima Sukh Hain Dene Waali


Tere Hi Gunn Gaakar

Mann Mein Mere Hua Hain Ujaala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala

Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala

Aaj Kanha Aur Radha

Ka Hain Janm Din Aala


Music Video

No comments:

Post a Comment